Halaat se samjhota kar leney k baad .. aur dil pe pathar rakh kar aagay bhar janay k baad jo khushi milay uss ka kia faida ... Jab dil uss cheez k liye tarasta ha , marta ha.. tab agar wo na milay to phir na milna he behtar ...
Umeedo ko torr kar phir baandhna ... aisa he ha jaisay taras kha kar bheek ma kissi ko kuch dena!!
Duniya main jhoot aam tha ay dost is qadar....to nay bhi sach kaha to fasana laga mujhe.....abb us ko kho raha hon bare ishtiyaq se...wo jisko dhoondne main zamana laga mujhe......lovely lines :)
@ Rida: I was thinking of posting the entire poem, but this sher was very close to circumstances so I decided to post it on its own. And I agree, it's beautiful.
Reply to ur AJ KI BAAT:
ReplyDeleteHalaat se samjhota kar leney k baad .. aur dil pe pathar rakh kar aagay bhar janay k baad jo khushi milay uss ka kia faida ...
Jab dil uss cheez k liye tarasta ha , marta ha.. tab agar wo na milay to phir na milna he behtar ...
Umeedo ko torr kar phir baandhna ... aisa he ha jaisay taras kha kar bheek ma kissi ko kuch dena!!
iss liye dil dukhta ... iss liye rona aata ha!!!
Duniya main jhoot aam tha ay dost is qadar....to nay bhi sach kaha to fasana laga mujhe.....abb us ko kho raha hon bare ishtiyaq se...wo jisko dhoondne main zamana laga mujhe......lovely lines :)
ReplyDelete@ Abid: Yup!
ReplyDelete@ Rida: I was thinking of posting the entire poem, but this sher was very close to circumstances so I decided to post it on its own. And I agree, it's beautiful.