Thursday, April 12, 2012

Sher

Tujhe kia khabar teri yaad ne mujhe kaisay kaisay sata diya
Kabhi tanhaai main hansa diya kabhi mehfilon mein rula diya
Kabhi yoon hua teri yaad mein meri har namaaz qaza hui
Kabhi yoon hua teri yaad ne mujhe mere rabb se mila diya

1 comment:

Hamza Abbasi said...

Wah ki akehna...

Jo kabhi sar ba-sajda hoa, tu zameen sey aany lagi sada,

Tera dil tu hey sanam aashna, tujhy kia mily ga nimaaz mai