Friday, September 25, 2009

Door Tak Chaaye Thay


~ Qateel Shifai

2 comments:

Ambareen said...

Kitni sacchi baat hai na? Insaan zara dheyaan se sochay to pata chalay keh ummeed ke ilavah aur kuch bhi to nahin hai, kiyoonkeh khushiyon ka talluq ummeed he se hota hai; hum ummeed kartay hain hamain khushiyaan milain gee. Aur zindagi mein agar khushi na ho to qallaash he ho jaata hai insaan.

Ambareen said...

Zinda rehnay ka jurmaana bharnay ke baad kiya hamaray paas itna haq bhi nahin hota keh acchi ummeedain rakkhain?