Asal mein jahan tak art aur designed poems ka talluq hai, mera bohot specific taste hai. I hate those random pictures of ppl on some of our legendary poets' works. Jab mujhay khud aisi koi poem milti hai jo farz karain udaasi ke baaray mein hai aur us ke background frame mein koi larki nangay paaoon khari kahin door khalaaon mein dekh rahi hoti hai to mujhay bohot koft hoti hai. Is liye main aam taur per is tarah ki graphic poetry ko avoid karti hoon.
Jahaan tak is entry ka savaal hai, yeh poem mujhay acchi lagi per isay roman/gulaabi Urdu mein likhnay ka mood nahin ho raha tha, so I put it up as such.
4 comments:
thank you so much for the your beautiful translations.. it reflects your lovely spirit...
regards
sushmita
Thanks a lot =]
Ambareen buhat zaberdast app blog per design poetry share karen ye buhat achi lagti hai.
thanking you

Post a Comment